Saturday, February 22, 2014

Internet Banking ke dwara aap fund kaise transfer kar sakte hai? (how to transfer fund through internet banking)

Internet Banking ke dwara aap fund kaise transfer kar sakte hai? (how to transfer fund through internet banking)Dear friends, Internet banking ek aisa facility provide karta hai jiske dwara hum internet ke madhya se kahi per bhi fund transfer kar sakte hai.Internet banking se hum same bank to same same bank aur other bank me bhi transfer kar sakte hai.Internet banking ke through fund transfer karne ke liye sabse pehle apko uss person ka account add karna padta hai jisko fund transfer karna hota hai.

Google Adsense kya hai (What is google adsense) ?

Dear friends, Google adsense google ke ek product ka naam hai.Google ke bahut saare product hai for example blogger, google adwords,youtube , google analytics etc.Inn sab product ke jaise google adsense bhi google ka ek product hai.Google adsense ek ad network hai.Aap logo ne bahut saare blog aur website dekhe hoge jaha per apko kuch ads dikhai padte hai sath me uske niche adchoice likha hota hai.Maine apko bata du ki wo google ke ads hote hai.Google adsense bahut hi bada ad network hai jo 2 type ke logo ke chalte chal raha hai.Yeh 2 type ke log hai :